(Aa Gaye More Piya
Naach Raha Hai Mora Jiya
Pyaar Ne Dil Le Liya
Jine Na Diya
Haay Luut Liyaa) - 2
Aa Gaye More Piya
(Aa Gayi Hain Kaali Raatein, Kaali Raatein
Jhuum Rahi Hain Barasaatein, Barasaatein) - 2
(Bholepan Ki Baatein, Yaad Aayein Piya
Haay Luut Liyaa) - 2
(Jaan Lagi Ghabaraane
Pyaar Laga Pachhataane
Kaun Hamaara Gam Jaane
Yaad Na Tuune Kiya
Haay Luut Liyaa) - 2
Aa Gaye More Piya |