| <<Aaye Tum Yaad Mujhe::Previous || Aayee Ab Ki Saal Diwali::Next>> |
|
Song Name:
Aaye Yaad Teri Aaye |
|
Album Name:
Ugly Aur Pagli |
| Singer Names: Mohit Chauhan, |
|
Lyricist Name: Amitabh Varma |
| Music Director: Anu Malik |
| |
Ek Pal Mein Kya Se Kya Hua Jadoo Sa Kya Chala
Tujh Se Juda Hua Tho Aaj Khud Se Juda Hua

Aaye Yaad Teri Aaye..Oooo..Jaaye Jaan Bhi Na Jaaye

Suna Suna Sa Hai Mausam Ojhal Si Shyam Hai
Tanhan Tanhan Sa Har Rastha Tanhan Makaam Hai
Gum Sum Gum Sum Si Lagthi Hai Aayi Hai Jo Hawa
Chupke Chupke Sab Chupke Rotha Hai Aasmaan
Bejaan Dhadkane Meri Aankhon Mein Hai Dua
Tujh Se Juda Hua Tho Aaj Khud Se Juda Hua
Aaye Yaad Teri Aaye...Jaaye Jaan Bhi Na Jaaye
Jisne Socha Tha Aisa Bhi Aayega Ek Din
Khaali Khaali Honge Har Palchin Tere Bin
Bechaini Hai Bethaabi Hai Dil Hai Bhuja Bhuja
Maara Maara Dewaano Sa Phirtha Yahan Wahan
Saansein Ruki Ruki Meri Khamosh Hai Sadha