Aey Dil-E-Beqaraar Jhoom, Aey Dil-E-Beqaraar Jhoom- 2
Abr-E-Bahaar Aa Gayaa, Daur-E-Khizaa Chalaa Gayaa- 2
Ishq Muraad Paa Gayaa, Husn Ki Mach Raha Hai Dhoom
(Aey Dil-E)
Chhitakee Huee Hai Chaandanee, Masti Men Hai Kali Kali- 2
Jhoom Rahi Hai Zindagi, Tu Bhi Hazaar Baar Jhoom
(Aey Dil-E)
Taare Hain Maahataab Hai, Husn Hai Aur Shabaab Hai- 2
Zindaga Kaamiyaab Hai, Aarazaoon Ka Hai Hazoom (Aey Dil-E)
Teraa Nashaa,Teraa Khumaar, Ab Hai Bahaar, Hai Bahaar 2
Peeke Khushi Men Baar Baar, Peer-E-Jawaan Ke Haath Choom
(Aey Dil-E)
Posted By: P U R N I M A
|