Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists Categoriesहिन्दी
 
New Movies
Luck By Chance
Victory
Aasma 2008
Jumbo
Chandni Chowk To China
Raaz The Mystery Continues
Wafaa
Saas Bahu Aur Sensex
Ghajini
Meerabai Not Out
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
<<Arre Yaaron Mere Pyaaron::Previous || Asaqon Mein Doob Doob Ke::Next>>
Song Name:  Asalaam Waalekum Jaani Dil Toh Deti Ja
Album Name:  Kisi Din - Adnan Sami
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

[(dil mera machala jaaye katra katra
kaise main kaise bolu aashiq main tera) - 2
chaahane waalon ko tadapaana nahi achchha
iss tarah ruthake jaana nahi achcha
(asalaam waalekum jaani dil toh deti ja
asalaam waalekum jaani dil toh leti ja) - 2] - 2

jannat ka noor hai ya chaandani ka khwaab hai
tu har khayaal ke sawaal ka jawaab hai
walla kya baat hai rangin iss ada ki
sabse haseen tu saugaat hai khuda ki
main tere taarif ki taarif karata hoon
dekhake teri adaaye aah bharata hoon
(asalaam waalekum jaani dil toh deti ja
asalaam waalekum jaani dil toh leti ja) - 2

banda hujur ki toh aashiqi mein choor hai
yeh tere rang tere roop ka kasoor hai
chhaaya jo dhadkano pe woh tera suroor hai
meri aagaaz ka anjaam kuchhh juroor hai
ishq ki deewaanagi mein doob jaayunga
rafta rafta main tere nazdik aaunga
(asalaam waalekum jaani dil toh deti ja
asalaam waalekum jaani dil toh leti ja) - 2
asalaam waalekum jaani.....
asalaam waalekum jaani.....
asalaam waalekum jaani dil toh leti ja
asalaam waalekum jaani dil toh deti ja
asalaam waalekum jaani dil toh leti ja

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button