Aye Dil Mujhe Aaisi Jagah Le Chal Jahaan Koi Na Ho
Apna Paraaya Meharbaan Naa-Meharbaan Koi Na Ho
Aye Dil Mujhe Aaisi Jagah Le Chal
Ja Kar Kahi Kho Jaau Main, Neend Aaye Aur So Jaau Main
Neend Aaye Aur So Jaau Main
Duniya Mujhe Dhoondhe Magar Mera Nishaan Koi Na Ho
Aye Dil Mujhe Aaisi Jagah Le Chal...
Ulfat Ka Badla Mil Gaya, Vo Gam Luta Vo Dil Gaya
Vo Gam Luta Vo Dil Gaya
Chalna Hain Sab Se Door Door Ab Kaarvaan Koi Na Ho
Apna Paraaya Meharbaan Naa-Meharbaan Koi Na Ho
Aye Dil Mujhe Aaisi Jagah Le Chal..
|