(beech bhanvar mein
beech bhanvar mein aan phansa hai
dil ka safeena shaah-e-madeenaa)-2
beech bhanvar mein
(bigadi hui taqadeer bana do)-2
(doobati naiya paar laga do)-2
(ek nazar mujh par bhi khudaaraa)-2
mushkil hai ab jeenaa, shaah-e-madeena
beech bhanvar mein
(bekas ke gamkvaar tumhi ho)-2
(jo kuch ho sarakaar tumheen ho)-2
(dil ka sukuun, jeene ka sahaaraa)-2
duniya ne sab chheenaa, shaah-e-madeena
beech bhanvar mein
|