| <<Dekhate-Dekhate Jal Gaya Aashiyaan::Previous || Dekhe Apani Kismat::Next>> |
|
Song Name:
Dekhe Akele Humne Solah Mele |
|
Album Name:
Ek Vivaah Aisa Bhi |
| Singer Names: Shreya Ghosal, |
|
Lyricist Name: Ravindra Jain |
| Music Director: Ravindra Jain |
| |
Dekhe Akele..
Humne Solah Mele..
Dekhe Akele..
Humne Solah Mele..
Saawan Bhaado Ke Teer Kai Jhele
Ho... Woh Na Aaye Re
Ho... Rona Aaye Re
Julmi Ne Humko Tarsaai Ke Tarsaai Ke
Maara..
Julmi Ne Humko Tarsaai Ke Tarsaai Ke
Maara..
Dekhe Akele..
Humne Solah Mele..
Apna Banaaye Na
O Aake Garba Lagaaye Na..
Tere Jee Se Bhi Jaaye Na..Aa.
Vaado Pe Kahaan To
Kare Hum Gujaara..
Ho..Woh Na Aaye Re
Ho... Rona Aaye Re
Baali Umar Mein Bharmaai Ke Bharmaai Ke
Maara..
Julmi Ne Humko Tarsaai Ke Tarsaai Ke
Maara..
Saawan Aawan Keh Gayo..
Kar Gayo Call Aneik
Ganta Ganta Ghas Gayi..
Mhari Aanganiya Ri Ret
Kangana Sataaye Ho..
Re Shor Paayal Machaaye.
Haaye Bindiya Jaraaye Ho..
Pooche Sab Aayega Piya Kab Tumhara
Ho..Woh Na Aaye Re
Ho... Rona Aaye Re
Sapna Milan Ka Dikhlai Ke Dikhlai Ke
Maara Julmi Ne Humko Tarsaai Ke Tarsaai Ke
Maara..
Dekhe Akele..
Humne Solah Mele.. |