jaaneman...
(dekho jaaneman jahaan bhi kahin muskuraana
dekho jaaneman hame na kahin bhool jaana) - 2
jaaneman...
(aaj ki yaadein kahin bhool na jaana
raato rahein ho yahin laut ke aana) - 2
rakhana hamesha yeh aana jaana
(dekho jaaneman jahaan bhi kahin muskuraana
dekho jaaneman hame na kahin bhool jaana) - 2
jaaneman o meri jaaejaan....
jaaneman...
(raahon mein aisa kaha phool khilega
jaise mile ho yahaan kaun milega) - 2
rakhana hamesha yeh aana jaana
(dekho jaaneman jahaan bhi kahin muskuraana
dekho jaaneman hame na kahin bhool jaana) - 2 |