--Male--
Dil, Dil Hai Deewana
Aa, Baahon Mein Aana
Naa, Naa Door Jaana, Jaana
Tujhko Hai Meri Kasam
--Female--
Dil, Dil Hai Deewana
Aa, Baahon Mein Aana
Naa, Naa Door Jaana, Jaana
Tujhko Hai Meri Kasam
(Teri Nazar Ne Meri Nazar Se
Chupke Se Kuch Keh Diya Hai) - 2
--Male--
Jaadu, Tune Bhi Jaadu Kiya Hai
Kaisa Yeh Dard Mujhko Diya Hai
--Female--
Yaara, Mujhko Tu Mujhse Churaa
--Male--
Dil, Dil Hai Deewana
Aa, Baahon Mein Aana
--Female--
(Kareeb Aake, Gale Lagaake
De Di Mujhe Beqaraari) - 2
--Male--
Teri Chhaayi Hai Mujhpe Khumaari
Jaana Haalat Burri Hai Hamaari
--Female--
Yaara, Saanson Mein Aake Samaa
--Male--
Dil, Dil Hai Deewana
--Female--
Aa, Baahon Mein Aana
--Both--
Naa, Naa Door Jaana, Jaana
Tujhko Hai Meri Kasam |