tia-na jane kaise
lagta hain aise
tumhara hain intezaar
ranveer-dil ki ye dhadkan
saanson ki sargam
hain kehne ko bekaraar
tumhare rahenge hum
tumhare hain hum
tia-ye dil jo badla
duniya bhi badli
kya hota yahi hain pyaar
ranveer-dil ki gali se bach ke guzarna
yahaan tute hain dil hazaar
tia-ek din kahoge tum
tumhare hain hum
Posted By : Aditi |