Jaage Hai Baad Muddath Ke Hum, Haqeekat Ke Naye Paigam Inhe Jagaa Diya
Seene Mein Rakhi Chingari Ko Samay Ke Aandhiyon Pe Gar Hawa Sulaga Diya
Oo Hoo Jannat Bhi Zameen Pe Basthi Hai, Nazar Ke Phere Ne Jannat Ko Dikhla Diya
Kudd Mein Hi Kudha Hai Jo Usne Ibaadath Ka Naya Andaz Hai Bathla Diya
Sahaani Jawaani Jathi Thi, Suroor-E-Maksad Ne Zindagi Ko Jila Diya
Jaage Jab, Kabhi Soye Raahen, Sabak Sadiyon Ka Ek Pal Mein Sikla Diya
Ooooo….Jannat Bhi Zameen Pe Basthi Hai, Nazar Ke Phere Ne Jannat Ko Dikhla Diya
Ooo….Kudd Mein Hi Kudha Hai Jo Usne Ibaadath Ka Naya Andaz Hai Bathla Diya
|