Koi Na Jaane Kya Hoga Kal
Kaise Honge Aane Waale Pal
Koi Na Jaane Kya Hoga Kal
Kaise Honge Aane Waale Pal
Dooba Savera Ho, Chaaya Andhera Ho
Maula Dikha De Rasta
Ghum Ka Yeh Saaya Ho, Khushiyon Pe Chaaya Ho
Maula Dikha De Rasta
Koi Na Jaane Kya Hoga Kal
Kaise Honge Aane Waale Pal
Koi Na Jaane Kya Hoga Kal
Kaise Honge Aane Waale Pal
Dooba Savera Ho, Chaaya Andhera Ho
Maula Dikha De Rasta
Ghum Ka Yeh Saaya Ho, Khushiyon Pe Chaaya Ho
Maula Dikha De Rasta
Waqt Jo Beeta Hai Yaad Aagaya
Aankhon Mein Baarishein Barsa Gaya
Voh Din Voh Raatein, Voh Mulakatein
Yaadon Mein Hai Bas Voh Saari Baatein
Rishtey Na Toote Ho, Daaman Na Choote Ho
Maula Dikha De Rasta
Koi Na Jaane Kya Hoga Kal, Kaise Honge Aane Waale Pal
Khauf Ke Saaye Mein Hai Zindagi
Har Taraf Hai Khadi Yeh Bebasi
Ab Hai Sahaara Bas In Duaon Ka
Ab Tu Hi Mode Rukh In Hawaon Ka
Tujhko Bulayein Ho Sun Le Sadayein Ho
Maula Dikha De Rasta
Koi Na Jaane Kya Hoga Kal
Kaise Honge Aane Waale Pal
Dooba Savera Ho, Chaaya Andhera Ho
Maula Dikha De Rasta
Ghum Ka Yeh Saaya Ho, Khushiyon Pe Chaaya Ho
Maula Dikha De Rasta.
|