| <<Lo Chali Main Apne Devar Ki Baaraat Le Ke::Previous || Lo Pyar Ki Ho Gayi Jeet::Next>> |
|
Song Name:
Lo Ji Hum Aa Gaye |
|
Album Name:
Ek Vivaah Aisa Bhi |
| Singer Names: Shaan,Pamela Jain,Farid Sabri,Satish Dehra, |
|
Lyricist Name: Ravindra Jain |
| Music Director: Ravindra Jain |
| |
Aankhon Mein Pyaa...S
Dil Mein Mohabbat
Mohabbat Liye Hue
Aankhon Mein Pyaas
Dil Mein Mohabbat Liye Hue
Mehboob Ke Deedar Ki Hasrat Liye Hue..
Lo Ji Hum Aagaye Hain
Lo Ji Hum Aagaye Hain
Lo Ji Hum Aagaye
Aa Gaye Aa Gaye Hain
Aate Hain Der Se..
Magar Aate Zaroor Hain
Aate Hain Der Se..
Magar Aate Zaroor Hain
Aur Aake Ye Ehsaan Jataate Zaroor Hain
Lo Ji Hum Aagaye Hain
Lo Ji Hum Aagaye Hain
Haan Ji Hum Aagaye
Aa Gaye Aa Gaye Hain
Aaj To Rasm Thi Sagaai Ki
Sagaai Ki
Aaj Bhi Waqt Par Nahi Aaye
Nahi Aaye
Ho..Dar Hai Shaadi Ke Roj
Pheron Ka...
Shubh Muhurut Kahi Na Tal Jaae
Shubh Muhurut Kahi Na Tal Jaae
Ho..
Ye Premi Bhi Hai Pandit Bhi
Jo Kehde Vahi Ho Jaata Hain
Jo Kehde Vahi Ho Jaata Hain
Jis Waqt Pe Hum Aajate Hain
Vo Waqt Sahi Ho Jaata Hain
Hum Aagaye Hain
Lo Ji Hum Aagaye Hain
Lo Ji Hum Aagaye
Aa Gaye Aa Gaye Hain
Aa Gaye Aa Gaye Hain
Shaadi Pakki Karaane
Aagaye Hain
Aa Gaye Aa Gaye Hain
Apni Kachchi Karaane Aagaye Hain
Aa Gaye Aa Gaye Hain
Shaadi Pakki Karaane
Aagaye Hain
Hume Nazar Aati Hai
Tumhaari Taange Saaras Jaisi
Taange Saaras Jaisi
Magar Kisi Ke Dil Mein
Hamaari Kadra Hain Paaras Jaisi
Vaari Jaava
Haaye Main Vaari Jaava
Hume Tumhaari Naak Nazar Aati Hain
Tote Waali
Naak Tote Waali
Humne Tumko Maaf Kiya
O Nakhre Waali Saali
Vaari Jaava
Haaye Main Vaari Jaava
Harkatein Bandar Jaisi Haaye
Shakal Langoor Jaisi O Ho
Inhe Hum Kaise Dede
Dulhaniya Hoor Jaisi
Chidiyan Ghar Ke Log Tumhaara
Dil Behlaane Aagaye Hain
Aa Gaye Aa Gaye Hain
Apni Ganji Karaane
Aagaye Hain
Aa Gaye Aa Gaye Hain
Apni Ganji Karaane
Aagaye Hain
Ho..Sang Dilo
Ho..Tang Dilo
Aashiq Pe Na Itna Zulm Karo
Raasta Chhod Do..
Ander Aane Do.
Aane Ki Baat To Jaane Do
Jaane Do
Sajaa Kyun Dete Ho
Sajaa Ke Kaabil Ho
Hamaara Jurm Hai Kya
Kisi Ke Khaatir Ho
Darwaaja Hai Band
Vo Khidki To Khole
Khidki To Khole
Jis Ke Liye Aaye
Vo Bhi To Kuch Bole
Vo Bhi Kuch Bole
Haan Khidki To Khole
Naa Ji Naa Ji Na
Ye Khidki Nahi Khulegi
To Khatiya Yahi Bichhegi
Jee
Ye Khidki Nahi Khulegi
To Dhooni Yahi Ramegi
Jee
Ye Khidki Nahi Nahi Khulegi
Samadhi Yahi Lagegi
Yahi Lagegi Yahi Lagegi
Khidki Khuli To Khul Gayi
Takdeer Hamaari
Ye Kehte Hue Aage Badhe
Prem Poojari
Lo Ji Hum
Lo Ji Hum
Jhat Se Aagaye Hain
Hak Se Aagaye Hain
Lo Ji Hum Aagaye
Aagaye Aagaye Hain |