Masti Bhara...
Kanwaara Samaa..
Zara. Zara...
Mazaa Hai Rawaa..
Masti Bhara...
Kanwaara Samaa..
Zara. Zara...
Mazaa Hai Rawaa..
Abhi Abhi Jawaani Aayi Hai
Nashaa Nashaa Kahi Se Laayi Hai
Umra Ki Pehli Bahaar Hai...
Dil Bhi Hai Jawaa......
Masti Bhara...
Kanwaara Samaa..
Zara. Zara...
Mere Labo Pe Aake Ruki Hai
Tere Labo Ki Kahaani
Khushboo Meri Ab Hai Teri
Main Hoon Teri Raat Raani
O...Mere Labo Pe Aake Ruki Hai
Tere Labo Ki Kahaani
Khushboo Meri Ab Hai Teri
Main Hoon Teri Raat Raani
Ab Tera.. Intajaar Hai..
Jaanejaa..Jaanejaa..O..
Masti Bhara...
Kanwaara Samaa..
Zara. Zara...
Baaho Mein Baahe Daal Khade Hai
Ab Kya Karega Zamaanaa..
Ghar Se Door
Khwaabo Mein Choor
Aaja Banale Fasaana..
O...Baaho Mein Baahe Daal Khade Hai
Ab Kya Karega Zamaanaa..
Ghar Se Door
Khwaabo Mein Choor
Aaja Banale Fasaana..
Haale Dil Kya Yaar Hai ..
Ye Tu Jaane Naa...Vo..
Masti Bhara...
Kanwaara Samaa..
Zara. Zara...
Mazaa Hai Rawaa..
Abhi Abhi Jawaani Aayi Hai
Nashaa Nashaa Kahi Se Laayi Hai
Umra Ki Pehli Bahaar Hai...
Dil Bhi Hai Jawaa...... |