(mausam mastaana rasta anjaana
jaane kab kis mod pe ban jaaye koi afasaana) - 2
(soch ke main ghabaraau nayi nayi baatein
aane hi waali hai pyaar bhari raatein) - 2
hai koi ??? pyaar kare deewaane
ek din to ye hona hi hai phir kaisa ghabaraana
mausam mastaana rasta anjaana
jaane kab kis mod pe ban jaaye koi afasaana
|