mohe aata nahin hai chain
mohe la de table fan
ki mausam garami ka
abhi se itani garami laage
na jaane kya hoga aage
main kaise kaatuun din-rain
mohe la de
haar gayi main lemon pi-pi
pyaas bujhi na phir bhi ji ki
sun le mere bain-bain
mohe la de
daal-daal chhuu-mantar aisa daal
bombay ban jaaye nainitaal
phir mil jaayenge nain-nain
mohe la de |