| <<Mujh Mein Nigahein Daal De::Previous || Mujh Mein Zinda Hai Who Part 1::Next>> |
|
Song Name:
Mujh Mein Zinda Hai Who |
|
Album Name:
Ek Vivaah Aisa Bhi |
| Singer Names: Shreya Ghosal,Shaan, |
|
Lyricist Name: Ravindra Jain |
| Music Director: Ravindra Jain |
| |
Tujhe Waqt Kahe Re..
Ye Duniyaa Waale
Ek Pal Bhi Kaheen Par
Na Rukne Waale
Pyaar Se Rakhna
Jatan Se Rakhna
Har Pal Use Sambhale
Ab Meri Amaanat Tere Hawaale..
Ab Meri Amaanat Tere Hawaale..
Mujh Mein Zinda Hai Woh
Us Mein Zinda Hoon Main
Mujh Mein Zinda Hai Woh
Us Mein Zinda Hoon Main
Meri Duniyaa Hain Woh
Uski Duniyaa Hoon Main
Meri Duniyaa Hain Woh
Uski Duniyaa Hoon Main
Mujh Mein Zinda Hai Woh
Us Mein Zinda Hoon Main
Mujh Mein Zinda Hai Woh
Us Mein Zinda Hoon Main
Man Anuraagi Bhayo Re Bairaagi
Man Anuraagi Bhayo Re Bairaagi
Swar So Lagan Mori Laagi
Swar So Lagan Mori Laagi
Man Anuraagi Bhayo Re Bairaagi
Man Anuraagi Bhayo Re Bairaagi
Uske Jaisa Koi Doosra Hai Kahaan
Naaz Rangat Pe Kare Uski Gulsita
Uskse Chaaro Taraf Khushbuon Ka Jahaan
Uskse Chaaro Taraf Khushbuon Ka Jahaan
Uski Khushbu Liye
Taaza Taaza Hoon Main
Mujh Mein Zinda Hai Woh
Us Mein Zinda Hoon Main
Ho Ji Ho..
Ho Ji Ho..
Ho Ji Ho..
Roop Itna Hai Lekin Sawaara Nahi
Shauk Se Aaina Bhi Nihaara Nahi
Usko Taareef Sunna Gawaara Nahi
Usko Taareef Sunna Gawaara Nahi
Uski Taareef Mein
Phir Bhi Gaata Hoon Main
Uski Taareef Mein
Phir Bhi Gaata Hoon Main
Mujh Mein Zinda Hai Woh
Us Mein Zinda Hoon Main
Apni Duniya Mein Vo Vaapas Aaegi Kab
Sooni Sooni Jagaa Ko Sajaaegi Kab
Sur Mere Sur Mein Aakar Milaaegi Kab
Sur Mere Sur Mein Aakar Milaaegi Kab
Uski Aawaj Ka Pyaasa Pyaasa Hoon Main
Meri Duniyaa Hain Woh
Uski Duniyaa Hoon Main
Mujh Mein Zinda Hai Woh
Us Mein Zinda Hoon Main
Mujh Mein Zinda Hai Woh
Us Mein Zinda Hoon Main
Mujh Mein Zinda Hai Woh..
Us Mein Zinda Hoon Main.. |