Balaa Ka Husn Gazab Ka
Shabaab Neend Mein Hai
Bala Ka Husn Gazab Ka
Shabaab Neend Mein Hai
Hai Jism Jaise Gulistaan
Gulaab Neend Mein Hai
Hai Jism Jaise Gulistaan
Gulaab Neend Mein Hai
Use Zara Sa Bhi Padhlo
To Shaayari Aa Jaaye
Use Zara Sa Bhi Padhlo
To Shaayari Aa Jaaye
Abhi Gazal Ki Mukkamal
Keetab Neend Mein Hai
Abhi Gazal Ki Mukkamal
Keetab Neend Mein Hai
Machal Rahi Hai
Mere Dil Mein
Deed Ki Hasrat
Machal Rahi Hai
Mere Dil Mein
Deed Ki Hasrat
Woh Daale Chehre Pe
Neela Naqaab
Neend Mein Hai
Woh Daale Chehre Pe
Neela Naqaab
Neend Mein Hai
Woh Inqalaab Uthaa Ta Hai
Leke Ang..Daai
Woh Inqalaab Uthaa Ta Hai
Leke Ang..Daai
Sawaal Jaaga Hua Hai
Jawaab Neend Mein Hai
Sawaal Jaaga Hua Hai
Jawaab Neend Mein Hai |