Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists Categoriesहिन्दी
 
New Movies
Luck By Chance
Victory
Aasma 2008
Jumbo
Chandni Chowk To China
Raaz The Mystery Continues
Wafaa
Saas Bahu Aur Sensex
Ghajini
Meerabai Not Out
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
<<O Maanjhi Re Jaaye Kahaan::Previous || O Maazee Re::Next>>
Song Name:  O Maaria O Maaria
Album Name:  Saagar
Singer Names: S. P. Balsubhramanyam,Asha Bhonsle,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Ba: o Maaria, o Maaria, o Maaria ho ho o
A: o Maaria, o Maaria, o Maaria o ho ho

Ba: o Maaria, o Maaria, o Maaria ho ho ho -2
arey Johny jab bolaa thaa tujhse shaadi karegi mujhse
kaise kahaa thaa ye bataa aa aa aa
A: o Maaria, o Maaria, o Maaria ho ho ho -2
arey Johny jab bolaa thaa tujhse shaadi karegi mujhse
kaise kahaa thaa ye bataa aa aa aa
Both: o Maaria, o Maaria, o Maaria ho ho ho -2

A: hey.. Ba: hey hey hey hey
A: ho.. Ba: ho ho ho ho
A: sholaa saa tanman mein ek bhaDkaa to hogaa
Johny ki baatoN se dil dhaDkaa to hogaa..
Ba: sun ke vo baatein kyaa tu chup ho lee th
mammi se puchhooNgi kyaa aisaa bolee thi..
ho, o Maaria A: ho
Ba: o Maaria A: ho
Ba: o Maaria, ho ho ho ho ho ho
Ba: o Maaria A: ho
Ba: o Maaria A: ho
Ba: o Maaria A: ho ho ho ho
Johny jab bolaa thaa tujhse shaadi karegi mujhse
kaise kahaa thaa ye bataa aa aa aa
Both 
Ba: Johny ne jab ki thi tujhse aisi baatein
garmi ke vo din the ya sardi ki raatein..
A: kyaa vo ye bolaa, kuchh aisaa ho jaaye
ham tum hoN kamre mein aur chaabi kho jaaye
A: o Maaria Ba: haa
A: o Maaria Ba: haa
A: o Maaria, ho ho ho ho ho ho ho
A: o Maaria Ba: ho
A: o Maaria Ba: ho
A: o Maaria Ba: aa haa haa haa
Johny jab bolaa thaa tujhse shaadi karegi mujhse
kaise kahaa thaa ye bataa aa aa aa
Both 
A: ho.., khoi huee thi jab tu shaadi ki baatoN mein
thaamaa Johny ne thaa kyaa haath bhi haathoN mein
Ba: jab haaN boli tu, kyaa vo paas aayaa thaa, haaN
o my darling kah ke kyaa gale lagaayaa thaa haa haa haa haa haa
o Maaria A: ho
Ba: o Maaria A: ho
Ba: o Maaria, ho ho ho ho ho ho
Ba: o Maaria A: ho
Ba: o Maaria A: ho
Ba: o Maaria A: ho ho ho ho
Johny jab bolaa thaa tujhse Ba: haay
A: shaadi karegi mujhse Ba: haay
A: kaise kahaa thaa ye bataa aa aa aa
*Bala and Asha Sing their lines while Chorus sings in back*
Chorus: o Maaria, o Maaria, o Maaria ho ho ho -4
A: ho.. Maaria Ba: ( ho.. Maaria ) -2
A: ho ho ho.. Maaria..

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button