Patta Patta, Boota Boota Hal Hamare Jaane Hai
Jaane Na Jaane, Gul Hi Na Jaane, Baath To Saara Jaane Hai
Patta Patta Jaane Hai, Boota Boota Jaane Hai
Aashekh Sa To Sadha Koi
Aur Na Hoga Duniya Mein
Jee Ke Zain Ko Ishq Mein Uske,
Apna Vaara Jaane Hai
Patta Patta Jaane Hai, Boota Boota …Ummmmm..
Chauragari Bimaari Dil Ki,
Rasm-E-Shehar Yeh Husn Nahin
Varna, Dilbar Nadaan Thi,
Is Dard Ka Chaura Jaane Hai
Patta Patta Jaane Hai, Boota Boota Jaane Hai
Kya Kya Fithme Sar Par Uske,
Laatha Hai Mashooq Apna
Jis Pe Dil Pe Thabo Thapo,
Ishq Ka Maara Jaane Hai
Patta Patta Jaane Hai, Boota Boota Jaane Hai
Patta Patta, Boota Boota Hal Hamare Jaane Hai
|