Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists Categoriesहिन्दी
 
New Movies
Luck By Chance
Victory
Aasma 2008
Jumbo
Chandni Chowk To China
Raaz The Mystery Continues
Wafaa
Saas Bahu Aur Sensex
Ghajini
Meerabai Not Out
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
<<Saiyyan Pakad Baiyyan::Previous || Saj Rahi Gali Meri Maa::Next>>
Song Name:  Saiyyan Tore Angana Ki
Album Name:  Mission
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Saiyyan Tore Angna Ki Chhaiyyan Mein

Saiyyan Tore Angna Ki Chhaiyyan Mein
Main Saara Jag Paayi..
Main Saara Jag Paayi

Raseele Saiyyan Raseele Saiyyan 
Raseele Saiyyan Raseele Saiyyan 

Saiyyan Tori Matvaari Baiyaan Mein
Saiyyan Tori Matvaari Baiyaan Mein
Main Thodi Balkhaayi
Main Thodi Balkhaayi

Raseele Saiyyan Raseele Saiyyan 
Raseele Saiyyan Raseele Saiyyan 

Saiyyan Tore Angna Ki Chhaiyyan Mein
Main Saara Jag Paayi..
Main Saara Jag Paayi

Saiyyan Tori Magmati Ratiyaan Mein
Saiyyan Tori Magmati Ratiyaan Mein

Saiyyan Tore Naino Ki Batiyaan Mein
Saiyyan Tore Naino Ki Batiyaan Mein
Main Thodi Sharmaai..
Main Thodi Sharmaai..

Raseele Saiyyan Rangeele Saiyyan
Raseele Saiyyan Rangeele Saiyyan

Saiyyan Tore Angna Ki Chhaiyyan Mein
Main Saara Jag Paayi..
Main Saara Jag Paayi

Saiyyan Tore Sapno Ki Galiyyan Mein
Saiyyan Tore Sapno Ki Galiyyan Mein

Saiyyan Tore Adharon Ki Kaliyan Mein
Saiyyan Tore Adharon Ki Kaliyan Mein
Main Thodi Mehak Aayi
Main Thodi Mehak Aayi

Raseele Saiyyan Chhabile Saiyyan
Raseele Saiyyan Chhabile Saiyyan

Saiyyan Tore Angna Ki Chhaiyyan Mein
Main Saara Jag Paayi..

Main Thodi Balkhaai
Main Thodi Sharmaai..
Main Thodi Mehak Aayi

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button