tarasi hui hain muddat se aankhein nazaron ki duniya aabaad kar de tumko bana kar husn ka malik kisne kahan tha jallad kar de sharm haya ke qurabaan jaaoon samne aa ke dilshad kar de kabze mein tere hai dil ki duniya aabaad kar ya barbaad kar de