| <<Tu Ruutha To Main Ro Duungi::Previous || Tu Saala Kaam Se Gaya Remix::Next>> |
|
Song Name:
Tu Saala Kaam Se Gaya |
|
Album Name:
Golmaal Returns |
| Singer Names: Anushka Manchandani, |
|
Lyricist Name: Sameer |
| Music Director: Pritam Chakraborty |
| |
Maine Tujhse Pyar Kiya Hai Tu Hai Meri Jaan
Meri Har Dhadkan Kehti Hai Main Tujhpe Kurbaan

Tera Zara Sa Bhi Dola Jo Emaan Tu Saala Kaam Se Gaya
Hua Tera Kaam Tamaam Tu Saala Kaam Se Gaya
Tera Dil Jo Hua Baimaan Tu Saala Tu Saala Tu Saala Kaam Se Gaya
Teri Nazro Pe Jaaneja Meri Nazar Hai
Teri Saari Harkato Ki Mujko Khabar Hai
Are Mastiyo Mein Dooba Hai Tujhe Nahi Fikar Hai
Aaja Aaja Hosh Mein Aaja Tu Paagal Naadaan
Tera Zara Sa Bhi Dola Jo Emaan Tu Saala Kaam Se Gaya
Hua Tera Kaam Tamaam Tu Saala Kaam Se Gaya
Tera Dil Jo Hua Baimaan Tu Saala Kaam Se Gaya
Aisi Vaisi Galiyo Se Kabhi Na Gujarna
Kisi Bewafaa Ke Chehre Pe Mat Marna
Mujhse Kabhi Bhi Bewafaai Mat Karna
Sach Kehti Hu Jaanu Rehna Saavdhaan
Tera Zara Sa Bhi Dola Jo Emaan Tu Saala Kaam Se Gaya
Hua Tera Kaam Tamaam Tu Saala Kaam Se Gaya
Tera Dil Jo Hua Baimaan Tu Saala Kaam Se Gaya
Maine Tujhse Pyar Kiya Hai Tu Hai Meri Jaan
Meri Har Dhadkan Kehti Hai Main Tujhpe Kurbaan
Tera Zara Sa Bhi Zara Sa Bhi Zara Sa Bhi Dola Jo Emaan Tu Saala Kaam Se Gaya
Hua Tera Kaam Tamaam Tu Saala Kaam Se Gaya
Jo Naa Bach Ke Raha To Meri Jaan Tu Saala Kaam Se Gaya |