Dil Bhi Vahi
Hain Vahi Jo
Badla Sa Kyun Hain Ye Jahaan
Aaj Kyun Nazar Hain Churaa Rahe
Apne Aap Se Hum Ko Ye Kya Hua
Kachchi Pakki Raahein
Faila Ke Yu Baahein
Hum Ko Kare Kya Ishaarein Bhala
Itni Si Gal Pyaare
Samjha Nahi Kya Re
Keep Moving On
Kehta Hain Raasta
Phir Bhi Kyun Nazar Hain Churaa Rahe
Apne Aap Se Hum Ko Ye Kya Hua |