Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  आदमी आजाद है
Album Name:  वेलकम टू सज्जनपुर
Singer Names: कैलाश खैर,
Lyricist Name:  अशोक मिश्रा
Music Director: शान्तनु मोईत्रा
 

Aadmi Azaad Hai
Desh Bhi Swatantra Hai

Raja Gaye Rani Gayi
Ab To Prajatantra Hai

Jan Ke Liye Jan Ke Dwara 
Janta Ka Raaj Hai
Prajatantra Sabse Bada
Hum Sabko Naaz Hai

Jan Ke Liye Jan Ke Dwara 
Janta Ka Raaj Hai
Prajatantra Sabse Bada
Hum Sabko Naaz Hai

Coat Chhota Sa Magar
Shakti Mein Anant Hai
Ab To Prajatantra Hai
Ab To Prajatantra Hai

Aadmi Azaad Hai
Desh Bhi Swatantra Hai

Coat Chhota Sa Magar
Shakti Mein Anant Hai
Ab To Prajatantra Hai
Ab To Prajatantra Hai

Aadmi Azaad Hai
Aadmi Azaad Hai
Desh Bhi Swatantra Hai

La La La La...
Khil Rahi Thi Kali Kali
Mehke Thi Har Gali

Hey Aap Tabhi Saanp Hue
Hum Hogaye Chhipkali

Khil Rahi Thi Kali Kali
Mehke Thi Har Gali
Aap Tabhi Saanp Hue
Hum Hogaye Chhipkali

Satta Ki Ye Bhook Vikat
Aadi Hai Naa Anth Hai
Ab To Prajatantra Hai
Ab To Prajatantra Hai

Aadmi Azaad Hai

Satta Ki Ye Bhook Vikat
Aadi Hai Naa Anth Hai
Ab To Prajatantra Hai
Ab To Prajatantra Hai

Are Jiski Laathi Uski Bhains Hai
Saanp Ne Bana Diya
Hey Note Ki Khan Khan Sunaa Ke
Vote Ko Goonga Kiya

Are Jiski Laathi Uski Bhains Hai
Saanp Ne Bana Diya
Hey Note Ki Khan Khan Sunaa Ke
Vote Ko Goonga Kiya

Party Fund Yagya Kund
Ghotala Mantra Hai
Ab To Prajatantra Hai
Ab To Prajatantra Hai

Aadmi Azaad Hai

Party Fund Yagya Kund
Ghotala Mantra Hai
Ab To Prajatantra Hai
Ab To Prajatantra Hai

Aadmi Azaad Hai
Desh Bhi Swatantra Hai

Raja Gaye Rani Gayi
Ab To Prajatantra Hai

Aadmi Azaad Hai
Desh Bhi Swatantra Hai

Are Raja Gaye Rani Gayi
Ab To Prajatantra Hai

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button