Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  आजा मेरी जाने जाँ
Album Name:  Emi
Singer Names: Shaan,Suzan,ऋषि,
Lyricist Name:  हम्ज़ा फारूकी
Music Director: चिरंतन भट्ट
 

Aaja Aa Bhi Jaa
Aaja Aa Bhi Jaa
Le Aayi Raat Apne Saath Aisi Baat Hay
Hogi Haa Hogi Tujhse Aaj Mulakat Hay

Le Aayi Raat Apne Saath Aisi Baat Hay
Hogi Haa Hogi Tujhse Aaj Mulakat Hay
Lehra Ke Aanchal Apna Aayegi Tu Door Se
Hoga Ujaala Tere Chehre Ke Hi Noor Se

Aaja ... Meri Jaane Jaa..
Deewana..Tera Hai Yahaa..
To Aaja..
Pyaara Hai Samaa..
Deewana Tera Hai Yahaa..

Sharmaana Chhod Bhi Do 
Aajaao Paas Mein
Poori Kardo Ab Mere Dil Ki Saari Khwaahishein
Kya Bheege Honth Tere Hontho Se Choomlu
Pyaasa Hai Dil Ye Mera Tu Hi Bataa 
Main Kya Karu

Jaana Karu Main Ye Koshishein Baar Baar Hay
Bandaa To Karta Hai Hoojur Se Hi Pyaar Hay
Agar Koi Khataa Ho Jaaye Mera Kya Koosur Hai
Dil Kash Adaaein Teri Karti Majboor Hai

Aaja ... Meri Jaane Jaa..
Deewana..Tera Hai Yahaa..
To Aaja..
Pyaara Hai Samaa..
Deewana Tera Hai Yahaa..

Dil Nazraana Pyaar Ka Ye Isko Kubul Kar
Baaho Mein Aaja Saari Duniyaa Ko Tu Bhool Kar
Ye Hona Hai Aur Hoga Hoga Jaroor Ye

Tu Bhi Chaahegi Mujhko Kyu Itna Guroor Hai
Husn-E-Saraafa Hai Tu Maani Maine Baat Ye
Tujhsa Haseen Na Koi Saari Kaynaat Mein
Hum Bhi Kisi Se Kam Nahi Haa Tu Ye Jaan Le
To Aaja Jaane Jaana Main Hoon Tere Saamne

Aaja ... Meri Jaane Jaa..
Deewana..Tera Hai Yahaa..
To Aaja..
Pyaara Hai Samaa..
Deewana Tera Hai Yahaa..

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button