|
|
|
|
|
|
|
|
Song Name:
Aankhon Mein Hai Kya |
|
Album Name:
विश्वात्मा |
| Singer Names: अल्का याग्निक,मोहम्मद अजीज,Sadhana Sargam,Udit Narayan,मोहम्मद अजीज, |
|
Lyricist Name:
आनंद बख्शी |
| Music Director: Viju Shah | | |
(Aankhon mein hain kya tasbir teri
Tasbeer meri par main hoon kaha
Meri jaan hai tu mere dil mein meri jaan hai mushkil mein
O mere jaanam o mere jaanu o mere jaanam) - 2
Duniya se duur mohabbat mein hum aa gaye shaayad jannat mein - 2
Jannat mein hai kya ye pyar tera
Mera pyar to hai par main hoon kaha
Meri jaan hai tu mere dil mein meri jaan hai mushkil mein
O mere jaanam o mere jaanu o mere jaanam
Bechaini si har mauj mein hai har mauj kisi ki khoj mein hai - 2
Tere dil mein hai kya bas yaad teri
Bas yaad meri par main hoon kaha
Meri jaan hai tu mere dil mein meri jaan hai mushkil mein
O mere jaanam o mere jaanu o mere jaanam
Tauba is pyar ki baaton se nahi soyi main kitni raaton se - 2
Raaton mein hai kya bas khwab tere
Bs khwab mere par main hoon kaha
Meri jaan hai tu mere dil mein meri jaan hai mushkil mein
O mere jaanam o mere jaanu o mere jaanam |
|
|
|