Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Aap Mujhe Achche Lagne Lage
Album Name:  आप मुझे अच्छे लगने लगे
Singer Names: अल्का याग्निक,अभिजीत,
Lyricist Name:  इब्राहिम अश्क
Music Director: Rajesh Roshan
 

--FEMALE--
Mohabbat ki haseen shuruaat ho gayi - 2
Meri duniya, mere sapne ab sajne lage
Ke aap mujhe achchhe lagne lage - 3

--MALE--
Manzilen hain nayi, raastein hain naye - 2
Hum zameen se aasmaan tak ab udne lage
Ke aap mujhe achchhe lagne lage - 3

--FEMALE--
Raaz kya hai zindagi ka khul gaya, khul gaya
Ho, raaz kya hai zindagi ka khul gaya, khul gaya

--MALE--
Dil ka aaina khushi se dhul gaya, dhul gaya

--FEMALE--
Hum bhi apni ek duniya rakhne lage
Ke aap mujhe achchhe lagne lage

--MALE--
Ke aap mujhe achchhe lagne lage

--FEMALE--
Ke aap mujhe achchhe lagne lage

--MALE--
Sochi samjhi yeh mulaaqaatein nahin, ji nahin - 2

--FEMALE--
Haan, aadmi ke bas ki yeh baatein nahin, ji nahin

--MALE--
Rab ne chaaha to yeh dil yun milne lage
Ke aap mujhe achchhe lagne lage - 3

--FEMALE--
Mohabbat ki haseen shuruaat ho gayi
Meri duniya, mere sapne ab sajne lage
Ke aap mujhe achchhe lagne lage - 3

--MALE--
Manzilen hain nayi, raastein hain naye
Hum zameen se aasmaan tak ab udne lage
Ke aap mujhe achchhe lagne lage

--FEMALE--
(Ke aap mujhe achchhe lagne lage)

--MALE--
Ke aap mujhe achchhe lagne lage

--FEMALE--
(Ke aap mujhe achchhe lagne lage)

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button