Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Aate Jaate Jo Milta Hai
Album Name:  हर दिल जो प्यार करेगा
Singer Names: सोनू निगम,अल्का याग्निक,Chorus,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Aate jaate jo milta hai tumsa lagta hai
Aate jaate jo milta hai tumsa lagta hai
Hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein tere intezaar mein
O tere pyaar mein tere intezaar mein

Tumse milke maine jaana ye pyaar bhi ajeeb cheez hai
Insaan khud ko bhool jaata hai aisa kyon hota hai

ho... deewanepan ki ye inteha hai
Chehron mein kya hai chehra tera
Tere siva hum soche bhi kise
Yaadon ke har pal pehra tera
Yaadein basi hai jaano sanam
Kehna hamara maano sanam
Humse poochho tanha rehna kaisa lagta hai
Hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein tere intezaar mein
O tere pyaar mein tere intezaar mein

Hey relax
Tumhein dekhta hoon to lagta hai koi aisa bhi mere paas mein ho
Arre jisko meri tanhaai ka ehsaas to hai

Ye aashiqui bhi aisa nasha hai
Jab ye lage to chhoot nahin
Nadaan dilon ka hai aisa naata
Tode sabhi to toot nahin
Jisne kaha ye sach hi kaha
Bhoole kabhi na pehli dafa
Tumse milna baatein karna achchha lagta hai
Hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein tere intezaar mein
O tere pyaar mein tere intezaar mein

Kya sochne lagi
Soch rahi hoon tum kya soch rahe ho
Main hahah...

Ho jee chaahta hai zulfon ke neeche yoonhi hamesha soye rahein
Bas tumko dekhein bas tumko chaahein 
Khwaabon mein yoonhi khoye rahein
Tumse mili hai jabse nazar
Humko nahin hai kuchh bhi khabar
Ab to humko afsaana bhi sachcha lagta hai
Hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein tere intezaar mein
O tere pyaar mein tere intezaar mein

Aate jaate jo milta hai tumsa lagta hai
Aate jaate jo milta hai tumsa lagta hai
Hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein tere intezaar mein
O tere pyaar mein tere intezaar mein

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button