Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Abhi Toh Saji Hain
Album Name:  ज़िन्दगी
Singer Names: लता मंगेशकर,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

abhi to saji hai muraadon ki duniya  - 2 
abhi se ye duniya mitaayenge kaise 
kahaani adhoori hai aur raat baaki 
chiraag-e-tamanna bujhaayenge kaise 

( umangen jawaan hain mohabbat jawaan hain 
abhi jaan dene ki fursat kahaan hain )  - 2 
bahaaron ke din hain bahaaron ki raaten 
kizaan ko gale se lagayenge kaise 
abhi to saji hain 

( hansa kar rulaana bana kar mitaana 
kahi tujh ko zaalim na samajhe zamana )  - 2 
jo insaaf tera nahi hain to maalik 
tere saamane sar jhukaayenge kaise 

abhi to saji hain muraadon ki duniya 
abhi se ye duniya mitaayenge kaise 
abhi to saji hain

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button