Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Abhi Tum Ho Kamsin Abhi Dil Naa Maango
Album Name:  उत्थान - २००६
Singer Names: कुमार सानू,Sapna Mukesh,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

abhi tum ho kamsin abhi dil naa maango - 2
kahi kho dogi tum meri baat maano
meri baat maano

tumane kuch kahaa

kamsin to hai par naadaan nahi hai - 2
dil hamko dedo aise naa taalo
meri baat maano

abhi tum ho kamsin abhi dil naa maango - 2
kahi kho dogi tum meri baat maano
meri baat maano

tumane kuch sunaa nahi to

dil kaa ye lenaa denaa bas mein kahaa hai
muhobbat kaa dushman saaraa jahaan hai
kuch to karaar do bachainiyonko 
aao mitaa do in dooriyonko
door hai manzil khud ko sambhaalo
meri baat maano

abhi tum ho kamsin abhi dil naa maango - 2
kahi kho dogi tum meri baat maano
meri baat maano

jammanese dar kyaa tum ho hamaare
yoon naa sataayo dedo sahaare
abhi ye sahaare mumkin nahi hai
pyaar se jaruri kaam aur bhi kahi hai
karo naa bahaane galese lagaalo
meri baat maano

abhi tum ho kamsin abhi dil naa maango - 2
kahi kho dogi tum meri baat maano
meri baat maano
kamsin to hai par naadaan nahi hai - 2
dil hamko dedo aise naa taalo
meri baat maano

tumane kuch kahaa

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button