Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Ae Jaane Tamanna
Album Name:  उलझन
Singer Names: Udit Narayan,पूर्णिमा,
Lyricist Name: 
Music Director: Aadesh Shrivastav
 

--MALE--
Ae jaane tamanna, tujhe jab se jaana
Yeh jee chaahta hai tujhe pyaar kar loon

--FEMALE--
Ae jaane tamanna, tujhe jab se jaana
Yeh jee chaahta hai tujhe pyaar kar loon

--MALE--
Banaakar main tujhko in haathon ki rekha
Mohabbat ke khwaabon ko saakaar kar loon
Ae jaane tamanna, tujhe jab se jaana
Yeh jee chaahta hai tujhe pyaar kar loon
Tujhe pyaar kar loon

(Mahekne lage hai voh pal zindagi ke
Khayaalon mein tere jo maine guzaare) - 2

--FEMALE--
Nazar mein samaane lage tum jo yaara
To berang lagne lage yeh nazaarein

--MALE--
(Jahan tum rahogi mera pyaar banke
Haseen ek ghar dil mein taiyaar kar loon) - 2

--FEMALE--
Banaakar main tujhko in haathon ki rekha
Mohabbat ke khwaabon ko saakaar kar loon

--MALE--
Ae jaane tamanna, tujhe jab se jaana
Yeh jee chaahta hai tujhe pyaar kar loon
Tujhe pyaar kar loon

--FEMALE--
(Hai chhoti sa hi yeh mohabbat ki dhadkan
Par is mein sama jaayega saara jeevan) - 2

--MALE--
Yun uljhaake mujhko to zulfon mein tune
Haan suljhaa di ab to mere dil ki uljhan

--FEMALE--
(Mile ho to jaanam zara zindagi ka
Tere pyaar se aaj singaar kar loon) - 2

--MALE--
Banaakar main tujhko in haathon ki rekha
Mohabbat ke khwaabon ko saakaar kar loon

--BOTH--
Ae jaane tamanna, tujhe jab se jaana
Yeh jee chaahta hai tujhe pyaar kar loon
Tujhe pyaar kar loon

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button