Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Aiya Aiya
Album Name:  जान पे खेलेंगे हम
Singer Names: हेमा सरदेसाई,Udit Narayan,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

--FEMALE--
Oh oh oh oh, oh oh oh oh
Jaane kisne preet banaayi
Chain bhi khoya neend gawaayi
Chhooke tune nas nas mein bijli si bhar di, aiya aiya
Sajna tune ajab musibat paida kar di, aiya aiya

--MALE--
Jisne bhi yeh preet banaayi
Uska bhala ho khoob banaayi
Teri pehli nazar ne jaadu aisa kiya hai, aiya aiya
Chhodke duniya tera daaman thaam liya hai, aiya aiya

--FEMALE--
In aankhon mein sapne sajaaye
Soyi meri armaan jagaaye
Aaj aawaara jaane kab dhal gaya

--MALE--
Teri mohabbat ka yeh asar hai
Jo dil idhar tha ab voh udhar hai
Jaaoon kidhar main tune kya kar diya

--FEMALE--
Chhooke tune nas nas mein bijli si bhar di, aiya aiya

--MALE--
Teri pehli nazar ne jaadu aisa kiya hai, aiya aiya
Ho haan haan haan, hm aah aah aah

--FEMALE--
Oh oh oh oh, oh oh oh oh
Tumne sikhaaya humko jeena
Door na jaana ab tum sajna
Tan mann yeh maine tumko arpan kiya

--MALE--
Laakh zamaana pehre lagaaye
Toofaan banke saamne aaye
Preet ka ab na bujhega diya

--FEMALE--
Chhooke tune nas nas mein bijli si bhar di, aiya aiya

--MALE--
Teri pehli nazar ne jaadu aisa kiya hai, aiya aiya

--FEMALE--
Jaane kisne preet banaayi
Chain bhi khoya neend gawaayi
Chhooke tune nas nas mein bijli si bhar di, aiya aiya
Sajna tune ajab musibat paida kar di, aiya aiya

--MALE--
Jisne bhi yeh preet banaayi
Uska bhala ho khoob banaayi
Teri pehli nazar ne jaadu aisa kiya hai, aiya aiya
Chhodke duniya tera daaman thaam liya hai, aiya aiya

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button