Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Aksar Kyun Yuun Lage Ki
Album Name:  शान - लव स्टोरी
Singer Names: Shaan,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

aksar kyun yuun lage ki tum koyi aur ho
hum tum jahaan the mile woh gujra huva daur ho
aksar phir yuun lage ke tum meri jaan ho
tumse meri jindagi, tum hi meri pehchaan ho
aksar dil hi dil aksar, haan tumhein sochkar dil hi dil aksar

aksar di ko hai gila ki tumse mujhe kya mila
meri jindagi mere pyaar ka tumne diya kya sila
phir kabhi jab kareeb se main khud ko dekh loo agar
dil ke aayine mein bas tum hi tum aayogi nazar
aksar dil hi dil aksar, haan tumhein sochkar dil hi dil aksar

aksar ek sawaal sa mere jehan mein uthe
hum tum agar bichhad gaye honge kaise silsilein
ghabaraake iss khayaal se main tumse phir ipat gaya
tum ho toh main bhi hoon abb tumse jaanu main kahaan
tumse jaanu main kahaan, haan tumhein sochkar dil hi dil aksar
aksar dil hi dil aksar, haan tumhein sochkar dil hi dil aksar
la la hey hey hey hey....
haan tumhein sochkar dil hi dil aksar

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button