Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Ang Ang Mein Umang Chaaron Or Hai Bahaar
Album Name:  बहु
Singer Names: लता मंगेशकर,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

aa
ang ang mein umang chaaron or hai bahaar - 2
pyaari pyaari raat mein baj rahe hain dil ke taar
ang ang mein umang chaaron or hai bahaar
pyaari pyaari raat mein baj rahe hain dil ke taar
ang ang mein umang chaaron or hai bahaar

luta rahi hai raat aaj, donon haath se khushi - 3
machal machal ke keh rahi hai har taraf se zindagi - 2
aisi raat phir kahaan jo kar de dil ko bekaraar
ang ang mein umang chaaron or hai bahaar

chamak pe aaj husn ki, bahak rahi hai har nazar - 2
pukaarata hai har koi, zara idhar zara idhar - 2
dekh dekh jal rahe hain dip ruup ka singaar
ang ang mein umang chaaron or hai bahaar
pyaari pyaari raat mein baj rahe hain dil ke taar
ang ang mein umang chaaron or hai bahaar

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button