Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Aye Chand Khoobsurat
Album Name:  येह ज़िन्दगी का सफर
Singer Names: सोनू निगम,
Lyricist Name:  Nasir Faraaz
Music Director: Dabboo Malik
 

Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare
Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro
Thodi Si Raat Guzaro
Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare
Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro
Thodi Si Raat Guzaro
Kuch Apni Tum Kaho Kuch Lo Meri Khabar
Ho Jaaye Dosti Kat Jaaye Yeh Safar
Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare
Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro
Thodi Si Raat Guzaro

Main To Hoon Zarra Tanha Zameen Par
Tum Mere Gham Baat Lo
Main To Hoon Zarra Tanha Zameen Par
Tum Mere Gham Baat Lo
Kuch Saath Apna To Kaam Aaye
Dil Se Kuch Gham Kam To Ho
Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare
Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro
Thodi Si Raat Guzaro
Kuch Apni Tum Kaho Kuch Lo Meri Khabar
Ho Jaaye Dosti Kat Jaaye Yeh Safar
Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare
Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro
Thodi Si Raat Guzaro

Tu Bhi Akela Is Duniya Mein Main Bhi Akela Yahan
Tu Bhi Akela Is Duniya Mein Main Bhi Akela Yahan
Yeh Bebasi Ab Hum Dono Ko Le Jaaye Jaane Kahan
Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare
Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro
Thodi Si Raat Guzaro
Kuch Apni Tum Kaho Kuch Lo Meri Khabar
Ho Jaaye Dosti Kat Jaaye Yeh Safar
Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare
Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro
Thodi Si Raat Guzaro Thodi Si Raat Guzaro
Thodi Si Raat Guzaro

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button