(baaho mein aao mujhmein samaao
tanhai meri mita do
saanso ko meri aake jaga do
armaan dil ke jaga do
dil pe nahi zor chalta main kya karu - 2) - 2
(ab na ho duriya chodo majburiya
sapne mere tum saja do ) - 2
chodo bhi jaana sharmo haya
tum pass mere aao
dil pe nahi zor chalta main kya karu - 2
(kyo hain khamoshiya samjho madhoshiya
khud ko na aaise saja do ) - 2
kar do deewana mujhko jara
yeh fasale toh mitao
dil pe nahi zor chalta main kya karu - 2
baaho mein aao mujhmein samaao
tanhai meri mita do
saanso ko meri aake jaga do
armaan dil ke jaga do
dil pe nahi zor chalta main kya karu - 2
|