Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Baarish Ki Rim Jhim Kuchh Ga Rahi Hai
Album Name:  किसी दिन - अदनान सामी
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

baarish baarish baarish....

baarish ki rim jhim kuchh gaa rahi hai
betaabi dil pe mere chha rahi hai
khushbu hawa bhi teri la rahi hai, la rahi hai
armaano pe sitam dha rahi hai
teri khabar na koi aa rahi hai
shama ki roshani bhi ja rahi hai
teri yaad aa rahi hai, aa rahi hai
meri jaan ja rahi hai, ja rahi hai, ja rahi hai

saare nagame, saare mausam, dil jalaaye abb toh hardam
milane julane ki majboori dard ban gayi abb yeh doori
teri khabar na koi aa rahi hai
shama ki roshani bhi ja rahi hai
teri yaad aa rahi hai, aa rahi hai
meri jaan ja rahi hai, ja rahi hai, ja rahi hai

rim jhim... baarish... rim jhim...

umidon ke deep jalaaye baitha hoon main khwaab sajaaye
yeh furkat ka ghum tadpaaye, ik lamha bhi chain na aaye
teri khabar na koi aa rahi hai
shama ki roshani bhi ja rahi hai
teri yaad aa rahi hai, aa rahi hai
meri jaan ja rahi hai, ja rahi hai, ja rahi hai
baarish ki rim jhim kuchh gaa rahi hai
betaabi dil pe mere chha rahi hai
khushbu hawa bhi teri la rahi hai, la rahi hai
armaano pe sitam dha rahi hai
teri khabar na koi aa rahi hai
shama ki roshani bhi ja rahi hai
(teri yaad aa rahi hai, aa rahi hai, aa rahi hai
meri jaan ja rahi hai, ja rahi hai, ja rahi hai) - 4

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button