Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Bada Ajib Mohabbat Ka Ye Fasana Hai
Album Name:  फिल्म हिट्स - पंकज उधास
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

bada ajib mohabbat ka ye fasana hai -2
dil hai tera tu kisi aur ka deewana hai
bada ajib mohabbat ka ye fasana hai

jo jisko chahata hai woh usse nahi milta - 3
kaisa dastoor hai duniya ka kya zamana hai - 2
dil hai tera tu kisi aur ka deewana hai
bada ajib mohabbat ka ye fasana hai

tu kis tarah se bachega nazar ke tironse - 3
har ek simt se tera hi dil nishana hai - 2
dil hai tera tu kisi aur ka deewana hai
bada ajib mohabbat ka ye fasana hai

panaah lega iss chaman mein kis shajar par tu -3
har ek shaakh pe mera hi aashiyana hai -2
dil hai tera tu kisi aur ka deewana hai
bada ajib mohabbat ka ye fasana hai

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button