Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Balma Tum Balma Ho Mere
Album Name:  नगीना
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

(Balma - 2 tum balma ho mere khali naam ke
tumhe kya mar jau to mar jau main tum kis kaam ke - 2 ) - 2

angadaiyo ne mausam nigoda
aise mein kar lete pyar thoda
tumane mere dil ko aise toda
kisine yoon kisine jaise tookade kar dale sheeshe ke jaam ke
(Balmaa - 2 tum balmaa ho mere khaali naam ke
tumhe kya mar jau to marr jau main tum kis kaam ke - 2 ) - 2

shabanam gire pathar pe agar kya - 2
ye rang roop hasil magar kya
tum bekhar ho tumko khabar kya
sabab kya yoon sabab kya hai jo raste mein baithoo hoon main dil tham ke
(Balma - 2 tum balma ho mere khali naam ke
tumhe kya mar jau to mar jau main tum kis kam ke - 2 ) - 2

tumse mohabbat main na karungi - 2
koi shararat main na karungi
phir ye shikayat main na karungi
gale lag kar yoon- 2 gile sab door kar do subhaho shaam ke
(Balma - 2 tum balma ho mere khali naam ke
tumhe kya mar jau to mar jau main tum kis kam ke - 2 ) - 2

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button