Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Bas Ek Tamanna Hai
Album Name:  सलामी
Singer Names: अल्का याग्निक,कुमार सानू,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

ku : 
bas ek tamanna hai dilbar mere dil mein  -2 
i love you kah de tu mujhe aaj is bhari mahafil mein
bas ek tamanna hai dilbar mere dil mein
i love you kah de tu mujhe aaj is  mahafil mein
bas ek tamanna hai 

(meri mohabbat mein hoga asar to main tujhe jeet lunga 
dard-e-judaai ki bebasi ab main kabhi na sahunga )  -2 
teri mohabbat mein jaan-e-vafa main jaan bhi apani dunga 
milane ki khaai hai maine kasam ab door main na rahunga 
bas ek tamanna hai dilbar mere dil mein
i love you kah de tu mujhe aaj is  mahafil mein
bas ek tamanna hai 

( tere mere darmiyaan dilaruba ye kaisi deevaar aai 
mil ke bhi tujh se main sahata raha kitne dinon tak judaai )  -2 
chalti nahi hai kisi ki yahaan rasm-e-mohabbat ke aage 
haara zamaana meri jaan-e-man dil ki bagaavat ke aage 
bas ek tamanna hai dilbar mere dil mein
i love you kah de tu mujhe aaj is  mahafil mein
bas ek tamanna hai 

duniya badi zaalim hai meri jaan hai mushkil mein - 2
i love you kahati hoon tujhe aaj is mehafil mein
duniya badi zaalim hai meri jaan hai mushkil mein
i love you kahati hoon tujhe aaj is mehafil mein
duniya badi zaalim hai meri jaan hai mushkil mein

(tere liye ai mere hamdam donon jahaan chhod dungi 
rasmon rivaajon ki main saari zanjeeren tod dungi )  -2 
(duniya badi zaalim hai meri jaan hai mushkil mein
i love you kahati hoon tujhe aaj is mehafil mein) - 2
i love you kahata hoon tujhe aaj is mehafil mein 
i love you kahati hoon tujhe aaj is mahafil mein 


Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button