Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Bekaraar Main Bekaraar
Album Name:  हद कर दी अापने
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Aahaha
Hmmm
UmHmmm
Hahahahaha

Oye oye oye oye oye
Oye oye oye oye oye

Bekaraar main bekaraar dil bas kisise jaldi se pyaar ho jaaye
Abke saal mera ye haal bas khatm ye mera intezaar ho jaaye
Kis shahar mein rehti hai vo usay dhoodhoon yahaan vahaan sara jahaan
Kahaan kahaan kahaan kahaan kahaan

Hey bekaraar main bekaraar dil bas kisise jaldi se pyaar ho jaaye
Abke saal mera ye haal bas khatm ye mera intezaar ho jaaye

Raasta mein dekhoon koi aaye mera dil leke jaaye
Daudi daudi aaye aur aake mere gale lag jaaye
Na jaane kab hoga ye milan main kab banoonga kisi ka saajan
Na jaane kab hoga ye milan main kab banoonga kisi ka saajan
Ek teer bas ek teer chal jaaye haay is dil ke paar ho jaaye
Ki bekaraar main bekaraar dil bas kisise jaldi se pyaar ho jaaye

Goriyon ke peechhe bhaag bhaag ke 
Hay tang aa gaya hoon raatein jaag jaag ke
Goriyon ke peechhe bhaag bhaag ke 
Tang aa gaya hoon raatein jaag jaag ke
Koi mile to main jhoom loon beech sadak pe choom loon
Koi mile to main jhoom loon beech sadak pe choom loon
Mere dil ki doli hai khaali koi ladki aake ispe sawaar ho jaaye
Khel ho shuru pyaar ka aji bas abhi jeet haar ho jaaye
Kis shahar mein rehti hai vo usay dhoodhoon yahaan vahaan sara jahaan
Kahaan kahaan kahaan kahaan kahaan

Bekaraar main bekaraar dil bas kisise jaldi se pyaar ho jaaye
Abke saal mera ye haal bas khatm ye mera intezaar ho jaaye .

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button