Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Bolo Bolo, Kya Baat Hui Hai
Album Name:  रेहना है तेरे दिल में
Singer Names: Shaan,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

--MALE--
(Hey, bolo bolo, kya baat hui hai
Kyoon hai deewane is dil mein halchal halchal
Phirta hoon main to galiyon mein paagal paagal) - 2

--CHORUS--
Dil, tera dil koi leke gaya
Tera dil, tera dil koi leke gaya

--MALE--
Aisa pehle to na hua
Come on baby, don' t do this baby
Chhaaya hai yeh kaisa nasha
Tu na jaane haal mera
Dilruba meri jaaneman, kaisa hai yeh deewanapan
Tumse nazar jab mili maine yeh jaana
Jaane wafa pyaar hota hai kya

--CHORUS--
Tujhe ishq ho gaya yaara
Maara gaya tu bechaara
Dil aa gaya hai tera kisi pe
Mushkil hai tujhko samjhaana
Bechain tujhko karta hai
Voh anjaana dard chaahat ka

--MALE--
Voh naazneen ladki haseen
Karke gayi hai kya, main na jaanoon
Hey, bolo bolo, kya baat hui hai
Kyoon hai deewane is dil mein halchal halchal
Phirta hoon main to galiyon mein paagal paagal
Never do this to me, don' t ever do this to me
Baby, yeah
(Dekha jo chori chori maine tujhe meri jaan
Dil jaana gori gori tujhko diya dil jawaan) - 2
Voh basi meri aankhon mein
Voh chhupi meri saanson mein
Aati hai raaton ko voh mere khwaabon mein
Maane na dil ab to uske bina

--CHORUS--
Teri neend le gayi voh to
Tujhe dard de gayi voh to
Us dilnasheen ke honton pe likh de
Betaabiyon ka afsaana
Hai aarzoo yehi parwaane teri jawaan dhadkan ki

--MALE--
Voh apsaara hai ya hoor koi
Lagti magar mujhe voh deewana
Oh bolo yaaron bolo, kya baat hui hai
Kyoon hai deewane is dil mein halchal halchal
Phirta hoon main to galiyon mein paagal paagal

--CHORUS--
Dil, tera dil koi leke gaya
Tera dil, tera dil koi leke gaya

--MALE--
Aisa pehle to na hua
Come on baby, don' t do this baby
Chhaaya hai yeh kaisa nasha
Tu na jaane haal mera

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button