Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Chal Meri Taraf Dildara
Album Name:  काफ़िला
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

maano agar dil se toh khuda
naa maano toh pathhar da hove
na jism na chehre mein chhipa 
husn hai aashiq ki nigaahon mein

chal meri taraf dildara
main teri taraf chali aa
chal meri taraf dildara
main teri taraf chali aa
kabhi dekh ke dil ruk jaava
kabhi dekh ke aa chali aa
ab teer chale talvaar chale
kaaton ke dagar kadmon ke tale
main jaan doon meri agan jale
main aa gayi chali aa
chal meri taraf dildara
main teri taraf chali aa
kabhi dekh ke dil ruk jaava
kabhi dekh ke aa chali aa

aashiq hai toh aaja saathiya
ham dekhe zara teri aashiqui
aashiq hai toh aaja saathiya
ham dekhe zara teri aashiqui
hain shauk jo ulfat ka tujhe
toh khel yeh baazi jaan ki
kyon hosh ganwane ki tulna
kyun ?? ki rehmat yeh bata
rakh le qayamat ka tu maza
yeh husn ki hai fariyaad

katt jaayega jo bhi aayega
shamsheere nigaah ke saamne
katt jaayega jo bhi aayega
shamsheere nigaah ke saamne
roke jo hame jal jaayega
iss sholaay-gul ke aag mein
samjhe jo hamein anjaan sada
samjho dilwalon woh toh maraa hain
hai ang ang sholon se bhara
ham aagsheel dariya
chal meri taraf dildaara
main teri taraf chali aa
kabhi dekh ke dil ruk jaava
kabhi dekh ke aa chali aa ....

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button