Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Chhed Na Mujhko
Album Name:  राहुल
Singer Names: कविता कृष्णमूर्ति,Subramaniam,हरिहरन,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

--FEMALE--
Ched na, ched na, ched na
Ched na mujhko mere mehboob, jaane de mujhe
Aah ha ha, mm hmm hmm
Ched na mujhko mere mehboob, jaane de mujhe, mm hmm hmm

--MALE--
Jheel si aankhen hai teri
Jheel si aankhen hai teri, doob jaane de mujhe
Aah ha ha, mm hmm hmm

--FEMALE--
Ched na mujhko mere mehboob, jaane de mujhe, aah ha ha

--MALE--
Aah ha ha

--FEMALE--
Do dilon ke beech thodi si jagaa bhi na rahe
Oh, do dilon ke beech thodi si jagaa bhi na rahe

--MALE--
Jis jaga hum hai, vahan par yeh hawa bhi na rahe
Aur thoda, aur thoda
Aur thoda, aur thoda paas aane de mujhe

--FEMALE--
Ched na mujhko mere mehboob, jaane de mujhe, aah ha ha

--MALE--
Aah ha ha
Jheel si aankhen hai teri, doob jaane de mujhe
Aah ha ha, la la la la la la


--FEMALE--
Hosh mein aa, baithe baithe yeh tujhe kya ho gaya - 2

--MALE--
Tune kuch is pyaar se dekha, aur nasha sa ho gaya
Is mohabbat ke nashe mein
Is mohabbat ke nashe mein dagmagaane de mujhe

--FEMALE--
Ched na, ched na, ched na
Ched na mujhko mere mehboob, jaane de mujhe, aah ha ha

--MALE--
Aah ha ha
Jheel si aankhen hai teri, doob jaane de mujhe
Aah ha ha, la la la la la

--FEMALE--
Ched na, ched na, ched na
Ched na mujhko mere mehboob, jaane de mujhe, aah ha ha

--MALE--
La la la, la la la la la 

--FEMALE--
Aah ha ha, mm hmm hmm

--MALE--
O, sa dha pa ma...

--FEMALE--
Eh, aah...
Jaane de, jaane de mujhe

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button