Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Chhuaan Mere Dil Ko Aankhon Se
Album Name:  गेम
Singer Names: Shaan,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

chhuaan mere dil ko aankhon se luta mere dil ko baaton se
samjho na yeh deewanapan le gayi gam dil seene se
mushkil ho gayi jeene mein
chhuaan mere dil ko luta mere dil ko 

jaadu hain yeh kya nasha tera samajhana mushkil bada 
par mujhe yeh hain yakeen tu hi meri hain dilruba
dhunde tujhe haai meri nazar jaane yeh kaisa asar
khuli hui palken meri dekhti sapane tere
badle hain rang yeh mausam badlega naa mera mann
le gayi ho dil seene se mushil ho gayi jeene mein
chhuaan mere dil ko luta mere dil ko 

hain wohi yeh zindagi par lage kitni nayi
dil mera bechain hain kya yahi woh pyar hain
aankhen teri mera pata dil tera mera nishaan
tujhse hi sapane mere tujhse hi mera jahaan
tujhtak jaana huaan mushkil ab tu meri ek manzil
le gayi ho dil seene se mushil ho gayi jeene mein
chhuaan mere dil ko luta mere dil ko 

chhuaan mere dil ko aankhon se luta mere dil ko baaton se
samjho na yeh deewanapan le gayi gam dil seene se
mushkil ho gayi jeene mein
chhuaan mere dil ko luta mere dil ko 

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button