Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Dar Na Mohabbat Kar Le
Album Name:  अंदाज़ (पुरानी)
Singer Names: लता मंगेशकर,Shamshad,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

dar na mohabbat kar le - 2
ulfat se jholi bhar le 
duniya hai char din ki
jee le chahe marr le
ho dar na mohabbat kar le
dar na mohabbat kar le

duniya faani tu bhi faani
leta jaa ulfat ki nishani
do lafzon ki ek kahani
ek mohabbat ek jawani
yaad isse tu kar le - 2
dar na mohabbat kar le - 2

duniya toh kaaton ka ek ban hain
aur ulfat phoolon ka chaman hain
kar le wahi jo dil ki lagan hain
soch na manzil dil ki kathan hain
ho dil ki kathan hain
iss manzil se gujar le - 2
dar na mohabbat kar le - 2
ulfat se jholi bhar le 
duniya hai char din ki
jee le chahe marr le
ho dar na mohabbat kar le
dar na mohabbat kar le

kehna jo tuney mera na maana
pichhe padega phir pachhtana
dekh le apna kar le thikana 
yeh hai mohabbat woh hai zamana 
woh hai zamana 
hass le ya aahen bhar le - 2
dar na mohabbat kar le - 2

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button