Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Deewane Ho Ke Ham
Album Name:  जान (अलबम)
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Hm hm hm hm, hm hm mm hm hm
Hey hey hey hey, aa aa ha haa

Deewane ho ke ham milne lage sanam
Jab se jude hain silsile
Aankhon se ruth kar neendein chali gayeen
Na jaane kaise gul khile
Na jaane kaise pyaar hua na jaane kab iqraar hua
Ke apni baat ban gayi
Deewane ho ke ham milne lage sanam
Jab se jude hain silsile

Dhadakta hai dil tumhaare liye
Aey husn-e-jaan zara sochiye
Haan yeh kya dillagi yeh kya hai sitam
Aaye abhi abhi chal diye
Mithenge kaise yeh faasle
Deewane ho ke ham milne lage sanam
Jab se jude hain silsile
Aankhon se ruth kar neendein chali gayeen
Na jaane kaise gul khile

Muqaddar mera sanwar jaane do
Dil jo kahe woh kar jaane do
Ho meri baahon mein chale aao tum
Had se mujhe guzar jaane do
Ke aao laga loon tumko gale
Deewane ho ke ham milne lage sanam
Jab se jude hain silsile
Aankhon se ruth kar neendein chali gayeen
Na jaane kaise gul khile
Na jaane kaise pyaar hua na jaane kab iqraar hua
Ke apni baat ban gayi
Hm hm hm hm, hey la la la
Ho ho ho ho, la la la la

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button