Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Dekho Dekho Jaanam
Album Name:  इश्क
Singer Names: Udit Narayan,अल्का याग्निक,
Lyricist Name:  राहत इंदौरी
Music Director: Anu Malik
 
--MALE--
Dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye
Socho socho duniya mein kyoon aaye, tere liye aaye
Hey, dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye
Socho socho duniya mein kyoon aaye, tere liye aaye
Ab tu hamein chaahe, ab tu hamein bhoole
Hum to bane rahenge tere saaye

--FEMALE--

--CHORUS--
Re ba ba ta rum ta rum, re ba ba ta rum, yeah
Re ba ba ta rum ta rum, re ba ba ta rum
Re pa pa ta rum ta rum, re pa pa ta rum, yeah

--MALE--
Yeh kya hamein hua, yeh kya tumhein hua
Saanson ke dariya mein kulmul si hone lagi

--FEMALE--
Nayi hai yeh sazaa, sazaa mein hai mazaa
Chaahat ko chaahat ki shabnam bhigone lagi

--MALE--
Ab aur kya chaahe, ab aur kya dekhe
Dekha tumhe to dil se nikli haaye

--FEMALE--
Hey, dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye

--MALE--
Socho socho duniya mein kyoon aaye, tere liye aaye

--CHORUS--
Ya ya ya ya ya, ya ya ya, ya ya ya - 2
Ya ya ya ya, ya ya ya ya, ya ya ya ya

--FEMALE--
Suno, zara suno, chuno, hamein chuno
Aankhon ne aankhon se sharmaake kuch keh diya

--MALE--
Suna, maine suna, chuna, tumhein chuna
Sheeshe ne sheeshe se takraake kuch keh diya

--FEMALE--
Hai pal muraadon ke, yeh pal hai yaadon ke
Ab meri jaan rahe ya chali jaaye

--MALE--
Dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye

--FEMALE--
Laaye
Socho socho duniya mein kyoon aaye, tere liye aaye

--MALE--
Aaye
Ab tu hamein chaahe, ab tu hamein bhoole

--FEMALE--
Hum to bane rahenge tere saaye

--MALE--
Ae dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye

--FEMALE--
Laaye
Socho socho duniya mein kyoon aaye, tere liye aaye

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button