Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Dekhoon Tujhe Toh Pyaar Aaye
Album Name:  अपने
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

[(dekhoon tujhe toh pyaar aaye
sine se dil chala jaaye) - 2
tere aane se pehle, tere jaane ke baad
aati hai aati hai teri hi teri yaad
teri hi yaad sataaye] - 2
dekhoon tujhe toh pyaar aaye
sine se dil chala jaaye

aankhon mein tera hi chehra rehta hai
yaadon pe tera hi pehra rehta hai
nindon mein tere hi sapne sajate hai
honton pe tere hi nagame bajate hai
o mere rehnuma tujhse hai har daastaan
tu hi hai manjil meri, tu hi hai mera jahaan
tu hi mera jahaan
tere aane se pehle, tere jaane ke baad
aati hai aati hai teri hi teri yaad
teri hi yaad sataaye
dekhoon tujhe toh pyaar aaye
sine se dil chala jaaye

mujhpe jo chhaaya hai tera junoon hai
tu meri bechaini mera sukuun hai
tera pyaar hai sawaar mujhpe toh iss kadar
ik siva tere na aaye koyi nazar
aur gehri huyi dil ki gehraayiya
abb toh ?? nahi mujhko tanahaayiya, mujhko tanahaayiya
tere aane se pehle, tere jaane ke baad
aati hai aati hai teri hi teri yaad
teri hi yaad sataaye
(dekhoon tujhe toh pyaar aaye
sine se dil chala jaaye) - 2

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button